Sunday, May 24, 2015

VERSES OF SAHIR LUDHIANAVI ADDED TO FIVE KASHMIR VIEWS


                                                                                   
 Aharbal water fall Kashmir 

( Photo Autar Mota )
Adding sahir’s poetry to this Kashmir frame …...
Maine dekhaa hai
“Maine dekhaa hai ki Gaatay huvay Jharnon ke qareeb
Apni Betaabiye jazbaat Kahi hai tum ne ..
Kaanptay Honthon se Ruuktii Huyii Awaaz ke Saathh
Jo meray dil mein thhi vo Baat kahi Hai tum ne..”
Maine Dekhaa hai …..
( Autar Mota

 The Warmth of snow in Pari Mahal Kashmir 

( Photo Autar Mota )
Adding sahir’s poetry to this Kashmir frame ..
Maine Dekhaa hai ..
“Aanch denay lagaa qadmon ke talay barf ka farsh
Aaj jaana ki mohabbat mein hai garmi Kitanii
Sange-marmar ki tarah sakht badan mein teray
Aa gayii hai meray chhu lenay se narmi kitanii”
Maine Dekhaa hai
( Autar Mota )

 A foggy Morning scene near Jhelum river , Kashmir 

( Photo Autar Mota )
Adding sahir’s poetry to this Kashmir frame ..
Maine Dekhaa hai ..
" Maine Dekhaa Hai Ki Kohre se Bhari Vaadi mein
Me yeh Kehtaa huun Chalo Aaj kahin Kho Jaayein
Tum Yeh Kehtii Ho Ki Khonay ki Zaroorat Kyaa Hai
Oud kar Dhuundh ki chaadar ko Yahin So Jaayein “
Maine Dekhaa hai
( Autar Mota )

 Badaam Vaari garden Kashmir 

( Photo Autar Mota )
Adding sahir’s poetry to this Kashmir frame ..
Maine Dekhaa hai ..
“ Maine dekha hai ki Phoolon se laddi shaakhon mein
Tum Lachaktii huyii yuun meray qareeb aayi ho..
Jaise muddat se yuun hi sathh rahaa ho apna
Jaise ab ki nahin sadiyon ki shanasaayi ho..”
Maine Dekha hai
( Autar Mota )


Falling Leaves .. Autumn in Kashmir
( Photo Autar Mota )
Adding sahir’s poetry to this Kashmir frame ....
Maine Dekhaa Hai

“Hum chale jaate hain aur door talak koyii Nahin
Sirf Paton se Chatakhney ki sadaa Aati hai
Dil Mein kuchh aissay khayaalaat ne karwat li hai
Mujh ko tum se Nahin apnay se Hayaa aati hai “
Maine Dekhaa hai
( Autar Mota )
Creative Commons LicenseCHINAR SHADE by Autarmota is licensed under a Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivative Works 2.5 India License.
Based on a work at http:\\autarmota.blogspot.com\.

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.